V & S Publishers ne hindi bhashi pathko kh jarurat ko mahsus kar prayayvachi shabdkosh ka sankalan kiya hai. Prastut prayayvachi shabdkosh ko sarvsadhanran ke liye aur bhi adhik upyogi banane hetu isme sankalan mul ke de samanarthak aur tadbhav shabdo ke sath arbi, Farsi, purtgali, ditch, French aadi bhashao ks un shabdo ko bhi sammilit kiya hai, jo hindi shabdo ke prayay ban chuke hai. Yah shabdkosh hindi aur ahindi bhasha dono pathko ke liye saman rup se upyogi hai. Iske sath sanchipt vilom shabdkosh ko bhi prakashit kiya gya hai. Yah shabdkosh vibbhin pratiyogi pariksha me sammilit hone wale pratiyogiyo ke sath school va colleges me adhayayan karne wale sabhi chhatra/chhatraon ke liye bhi saman rup se upyogi hai. Prastut prayayvachi shabdkosh ke ant me pathko ki jankari ke liye kuch parishist bhi jode gye hai, jinme muhavre vilom shabdo par vadharit padbandh, bhinnarthak shabd sammocharit shabd, sahchar shabd tatha anek shabdo ks liye ek shabdo ke parishisat shamil hai. Jinka prayog pathak rotmarra ki jindgi me karte hai. #v&spublishers
- ISBN13 9789350571149
- Publish Date 9 April 2014
- Publish Status Active
- Publish Country IN
- Imprint V & S Publishers
- Format Paperback (B-Format (198x129 mm))
- Pages 64
- Language hin